Rogani Naan





Ajzaa:


gandum ka Aata Ek  cupp
Mahda Ek  cupp
Namak ada chaay ka chamach
cheeni Ek  chaay ka chamach
Ghee Char  khanay ke chamach
Ghee Lagane  ke liye
name garam Doodh Hasbee  zaroorat



Rogani roti Banane Ka Tareeka:

Tarkeeb:

aatta, medah, namak, cheeni aur ghee daal kar mix karen .

phir usay hasb zaroorat name garam doodh ke sath goondh len .

ab usay dhak kar tees minute ke liye chore den .

is ke baad Pahree banayen aur chhoote plate ke barabar bail len .

phir is par thora sa ghee lagayen aur phir se peira bana len .

ab is ki rootti bail kar garam taway par dono janib seeke  len .

taway par se utaar kar hasb zaroorat ghee lagayen aur garam garam paish karen .

Tags:


roghni naan wiki

roghni naan recipe pakistani

roghni naan recipe in urdu

lahori roghni naan recipe

roghni naan recipe by chef zakir

roghni naan recipe by faiza

difference between naan and roghni naan

roghni naan on tawa


No comments

Powered by Blogger.