Chanay ki Tarkari
Ajzaa:
safaid chuney aik pao
tail hasb zaroorat
( pyaaz aik Adad ( choti
lahsun ke juye do Adad
adrak aadha chaye ka chamach
( laal mirch aik chothai chaye ka chamach ( pissi hui
zeera aik chothai chaye ka chamach
namak hasb zayega
haldi aik chothai chaye ka chamach
hari mirch teen Adad
dahi do chaye ke chamach
pani daidh cupp
tail hasb zaroorat
( pyaaz aik Adad ( choti
lahsun ke juye do Adad
adrak aadha chaye ka chamach
( laal mirch aik chothai chaye ka chamach ( pissi hui
zeera aik chothai chaye ka chamach
namak hasb zayega
haldi aik chothai chaye ka chamach
hari mirch teen Adad
dahi do chaye ke chamach
pani daidh cupp
Chanay ki Tarkari Banane ka Taeeka:
Tarkeeb:
pehlay safaid chnon ko namak ke sath pani mein ubaal len .
aik pain mein tail garam karkay pyaaz fry karen .
ab is mein adrak, lahsun ke juye, pissi laal mirch, zeera, namak, haldi aur hari mirch daal kar bhon len .
phir is mein dahi daal kar mazeed Pakhle .
ab is mein daidh cupp pani shaamil karkay pakayen .
phir is mein chuney dalain aur aik se do ubaal anay taq Pakha le .
poori ke sath saro karen .
Tags:
cholay ki tarkari recipe in urdu
aloo ki tarkari by food fusion
cholay ka salan recipe in urdu
halwa puri aloo ki tarkari recipe
food fusion cholay
how to make aloo ki tarkari
Post a Comment