Badami Kulfi Recipe
Ajzaa:
doodh aik klov
zarda rang aik chuttki
cheeni pona cupp
chawal ka aatta do khanay ke chamach
medah do khane ke chamach
badam aadha cupp ( crush kiye hue )
Badami Kulfi banane ka tareeka:
Trakeeb:
doodh ko ubaalne ke liye rakhen jab garam hojaye to aadha cupp nikaal kar medah, zarda rang or chawal ka aatta ghol kar jab doodh ubalnay lagey to is mein daal den .
sath hi cheeni bhi daal den .
jab gaarha ho jaye do badamdaal kar thanda karen aur sanchay mein daal kar jamle.
mazedar badami qulfee tayyar hai .
Post a Comment