Beson ki Roti
Ajzaa:
Beson do cupp
Aata ek cupp
Namak Ahda chai ka chamach
KATI laal Mirch ada chai ka chamach
zeera adah chai ka chamach
kata sun-hwa dahniya adha chai ka chamach
kati hari mirch do Adad
kati hari payaz ek Adad
kata hara dahniya ek khanay ka chamach
Zaitoon ka oil three khanay ke chamach
Beson ki roti Banane ka Taareeka:
Tarkeeb:
aik pyaale mein besan, aatta, namak, KATI laal mirch, zeera, kata sun-hwa dhaniya, kati hari mirch, kati hari pyaaz, kata hara dhaniya aur Zaitoon ko tail daal kar mix karen .
ab usay name garam pani ke sath darmiyaana naram goondh len .
phir usay tees minute ke liye dhak kar rakh den .
aakhir mein is ki rotian bail kar taway par dono janib se seekne len .
Tags:
basi roti recipe
basi roti benefits
basi roti ka upma
basi roti means
namkeen roti
roti ka salan recipe
roti ka poha recipe
basi roti ke fayde
Post a Comment