Puri
Ajzaa:
medah aik cupp
aatta aik cupp
namak aadha chaye ka chamach
tail chaar khanay ke chamach
backing powder aadha chaye ka chamach
pani gondhanay ke liye
tail talnay ke liye
Puri Banane Ka tareeka:
Tarkeeb:
pehlay medah, aatta, namak, tail aur backing powder mila kar pani se achi terhan goondh len .
ab do ki poryan bana kar garam tail mein dip fry karlen .
garam garam saro karen .
Post a Comment